Published 7 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Mene ayk namaaz ki kitaab me parha he ke hum sunnat aur nafil me har rakat me ayk hi surah parsakte he lekin farz namaaz me alag alag surah parni hoti he.
1. Yani do ya chaar rakat sunnat aur nafil me har rakat me "Surah Ikhlas" parsakte he kya ye saheeh tareeqa he?
2. Sunnate muakadda and sunnate ghair muakkada downo me har rakat me ayk hi surah parhi jaaskti he?
A: Namaaz to durust hojayegi lekin aysa karna behtar nahi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: