Khwaab ki ta'beer

Q: Kal raat me 2 baje salatul tauba namaaz padke Allah se khoob rokar apne raat ke gunaho ki maafi mangi aur phir so gaya, khwab me maine dekha ek ghode (horse) ne ek safed (white) chote se ghode ko paida kiya, mai is abhi paida huwe chote se safed ghode ko lekar apne wash basin me dhoya aur ose saaf kiya, wo safed ghoda mere hath ke hatheli se thoda bada he, wo sehatmand aur bahot acha he, meharbani karke is khwab ki tabeer bataiye.

A: Khwaab ki ta'beer ye he ke agar aap Allah Ta'ala se sachcha tawbah kare to Allah Ta'ala aap ke gunaaho ku maaf karenge owr aap ku saaf owr sutra banaenge jis tarah se aap ne chowte ghowre ku dhowya khwaab me.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada