Taweez pehnna

Q: Mera sawal hai k taweez pehnna kaisa hai?

A: Agar taweez ka mazmoon jaaiz he jaisa ke Quraan ki aayaat ya Allah Ta'ala ke naamo me se koi naam ya istiaazah ki dua waghairah owr koi najaazi cheez ne ho owr pehne wale ka aqeeda owr yaqeen saheeh ho, owr taweez likhne waala saheeh maqsad ke lia likhe, to pehna jaaiz hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels