Quraan ka sawaab ek dam dena ya rozana

Q: Quran pura padh kr bakhshna behtar hai ya roz 1 sipara pdh kr?

A: Agar kooi eik sipaara rozaana parhe aur us ka sawaab mayyit ku phonchaaye tees roz tak (eik poore Quran ka sawaab), aur doosri taraf kooi eik din me eik poora Quran parh kar aur mayyit ku us ka sawaab phoonchade, to ye doosri soorat behter hogi kyoonke mayyit ku poore Quran ka sawaab eik dam mila. 

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)