Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Mujhe ayk khwaab ki tabeer maloom karni he. Aaj subo 3:30 ke qareeb muje khwaab mai aik buzrg mily unho ny 22 pary ki pehli ayat parhi or mujhe be parhai jab mai utha to 3:50am time tha or meri zuban py whi ayat rhi.
A: 22nd para ki pehli aayat ka mazmoon awrato ke purda se mutaalliq he. Shari'at ka hukm awrato ke purda ke baare me ye he awrato ku chahia ke apne ghar me rahe owr ajnabi mardo ki nagaaho se door rahe. Bila zuroorat ghar se baahar ne jaae. Aap apne ghar me mastooraat ku ye ta'leemaat sikhaai.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: