Kis ko khwaab bataana?

Q: Kya agar Hazrat Muhammed (sallallahu alaihi wasallam) ko khawab ma dakhain to vo khawab kisi ko ni btana chahyay? Kuch log kehty k agr btain to vo phr khawab ma nazr ni aty.

A: Har ayk ku ne bataai lekin ayse aadmi ku bataa sakte jo khwaab ke fan ku jaanta he owr khwaab ke saheeh ta'beer bata sakta he. Issy tarah apne kisi dowst owr khair khaa ku bata sakte he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada