Iddat waali awrat se nikaah ki baat cheet karna

Q: Meri Mali halat acchi nahi hai isliye wo aurat phele showar k ghar rahna chahti hai aur wo khati hai agar tum insaf na kar paye to mai tumhe akhirat me nahi pakad karogi to mai meri Mali halat acchi hone tak usko waha rakh sakta hu kya.

A: Aap ke lia us awrat se baat karna jaaiz nahi he. Agar us ke khaawind ne usku talaaq diya, to wo iddat me he. Kaise tum ayk iddat wali awrat se nikaah ki baat cheet karrahe he? Wo abhi tak apne showhar ke nikaah me he. Agar us ka khaawind chahe, to wo iddat ke dowraan me usku waapas lesakta he. Aap Allah Ta'ala se tawbah kare apne is gunaah se owr pukhta azam kare ke aap ye gunaah dowbara nahi karenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)