Published 7 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Mera ek sawaal ye he ke mujhe bachpan se aramdeh kapre pehenne ki aadat he or agar me kurta pajama ya jeans waghairah kuch pehenta hu to mujhe garmi lagti he or khaarish bhi hoti he. Ziyaada tar me aadhi aasteen waali cotton ki T-shirt aur cotton izaar pehnta hu to kya mere liye ye zaroori he ke namaz ke waqt ya waise bhi kurta pajaama pehnu.
A: Aap kurta pehne namaaz ke waqt. Agar payjama pehn nahi sakta to cotton ka payjama pehno.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: