Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Mufti sahab mera sawal ye ha ke agr koi ye kahe tum aasteen ka saanp ho tu kya ye gaali dena ha? Kun ke ye aik mahawra ha jo urdu me istemal hota ha. Iske elawa ye kehna ke tum pesun par saanp bankar bethe ho ye gaali dene ke zamray me tu nhn ata na? Iska mtlb ha k aap ne pesun ko khazana bana lya ha or aap usme se pese kharch krna nhn chahte. Bolne wale ki niyat gaali dene ki nhn blke usne srf mahawra istemal kya ha. Ye mahawray normally istemal hote hen tu kya ye kehna thek ha?
A: Eik qism ki gaali he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: