Published 7 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Me rozaana zuhr ki chaar Sunnat-e-Mukkada jamaat ke baad adaa karta hoon is main koi harj to nahi?
A: Zohar ki chaar sunnat-e-muakkadah fard se pehle parhna chahiye. Rozaana usku fard ke bad parna sunnat tareeqe ke kilaaf he. Agarche dono tareeqo me sunnat poori hogi lekin sunnat tareeqe ke kilaaf karne se sawaab me duroor kami aaegi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: