Esha azaan ke bad sunnat parhna chahiye ya nahi?
Q: Isha ka azaan ke bad sunnat padhna chahiye ya nahi? Mere shehar me isha ka azaan ka time 8:15 PM ko aur jamaat 8:30 PM ko khare hote to phir me 15 min me sunnat padhna chahiye ya nahi?
Q: Isha ka azaan ke bad sunnat padhna chahiye ya nahi? Mere shehar me isha ka azaan ka time 8:15 PM ko aur jamaat 8:30 PM ko khare hote to phir me 15 min me sunnat padhna chahiye ya nahi?
Q: Kiya sunnat namaaz ki qaza parhni chahiye or agar hum jaldi me ho apni job me busy ho to kiya sunnat chor sakte, bas farz ada karna kafi he?
Q: Main ye poochna chahta hu ke sunnate muakkadah me tashahud parh ke aur dua parh k 3rd rakat ke liye uthna he?
2. 3rd rakat me Sana se shuru karen gay?
3. Sunnat muakkadah aur ghair muakkadah k baaray me wazahat kar den.
Q:
1. Agar Zuhar ki farz namaz ki jamat khari hone ki waqt se humne 4 rakat sunnat na parhe ho to kya hum ose farz namaz ki wajah se ba'd me parh sakte?
2. Waise hi kisi wajah se agar har namaz yani Fajar, Zuhar, asar, aur Isha ki jo farz se pahle sunnat namaz he kya hum farz ki adaigi ke ba'd parh sakte he?
Q: Sunnat-e-muakkadah yani zuhr ki chaar sunnat me do rakaat ke baad jab qadah karte he to sirf attahiyyaat parhte he! Lekin mere kuch saathi kehte he sunnat-e-ghair muakkadah yani esha ya asr ki chaar sunnat me do rakaat ke darmiyaan me attahiyyaat ke saath durood shareef bhi parhenge kya? Is ki wazaahat karde.
Q: Agar zuhar ki sunnate farz parhne se pehle nahi parhi to kab parhi jayegi, chaar farz ke baad ya nafil ke baad?
Q: Agar banda musafir ho to fajar ki namaaz ki sunnat ki bhi qasar parhega ya nahi? Agar sunnat ki bhi qasar parhe to sawaal ye he ke qasar sunnat ki bhi qaza parhni hoti he reh jaane pe ya nahi?
Q: Sunnat-e-Muakkadah aur Sunnat-e-Ghair Muakkadah ko parhne ka tarika ek hi he ya Ghair Muakkadah me kuch farq he?
Q: Kya fajar ki farz namaaz ke baad sunnat-e-muakkadah parh sakte he? Agar nahi to kyu jaise ke zuhr ke farz ke baad bhi sunnat-e-muakkadah parhte is me kyun nahi?
Q:
1. Mujhe ye poochna tha ke kya farz namaaz ke saat sunnah ya witr namaaz parhna zaroori he ya chor sakte he?
2. Koi wazifa ya aayat bataye jo ke hamal me parhi ja sake, bache ki hifazat ke liye aur bache ki paidaaish asaan hone ke liye.