Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Islam me khinzeer (pig) k gosht ko mjboori me hath lganay (touch karna) k bary me kya hukam hay? maslann koi aadmi abroad gosht ka kam karta ho or us k liye kam k doraan mjboori ho khinnzeer k goshat ko hath lgana to esi halt me kya hukam hay?
A: Ye jaaiz nahi he. Shariah me is ku majboori nahi kehte he. Kinzeer ke khosht par haat lagaana ya utaana haraam he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: