Azaan ke waqt namaaz ki tayyaari karna

Q: Azaan ke waqt dehleez ya ghar ke darwaaza ke pass kyu nahi bethna chahiye?

A: Ye to koi fardh waajib nahi he. Albatta jab azaan ho rahi he to fowran namaaz ki tayyaari karni chaahiye balke us se pehle tayyaari karni chahiye aur phir azaan ke waqt uska jawaab de.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)