Janaabat ki haalat me khaana aur peena

Q:

1. Ayk shaks ne haath se mani nikaali he to wo apne jism ko paak keyse karega ghusal wajib he?

2. Banda napaaki ki haalat me ghoomta pirta he haat dhota he ne khaana khata he to kya hath dhone se jo qatre girte he ne towel se saaf karega wo toweliya napaak hojaega ne jaha jaha qatre girenge wo jaga? Khana khasakte he napaki ki halat me?

A:

1. Ghusal waajib he. Is ghunaa se tawba kare.

2. Agar napaaki towel par aawe, to wo napaak hoga. Napaaki ki haalat me khaana khaana jaaiz he, lekin ziyaada waqt janaabat me rehna makrooh he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)