Published 6 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Sajdah-e-sahw ka saheeh tariqa bata dijiye.
A: Qa`dah akheera me tashahhud parhne ke bad eik salaam pher karke do sajdah karle. Sajdah ke bad qa`dah me wapis aakarke tashahhud, durood-e-ebrahim aur dua parhle aur uske bad salaam karke namaaz ko khatam karle.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: