Published 6 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Rasool (sallallahu alaihi wasallam) ny farmaya k yakenan Allah ne mery liye meri ummat sy un k dili khtrat yani waswaso mn darguzar farmad di jb tk is pr kam ya kalam na krein. Mera sawal yeh ha k iss hadees mn kam ya kalam ki thori si wazahat kr dein examples k sath
A: Jin gunaaho ka ta'alluq amal se, to aadmi us se parhez kare. Issy tarah jin gunaaho ka ta'alluq kalaam se, to aadmi us se ihtiraaz kare. Agar koi amal ya kalaam ke gunaaho me se kisi gunaah ka khiyaal dil me aawe, to mahaz khiyaal aane se ghunaa nahi hoga. Ye is Hadith ki tashreeh he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: