Shaadi shuda aurat doosri shaadi karna beghair talaaq

Q: Ek shadi shuda aurat dusri shadi karle pahele shohar se talaaq liye bina to woh kis ke nikah me rahegi pahele shohar ke ya dusre shohar ke kya dusra nikah karte hi pahele shohar se uska nikah tut jayga..? Sariat ki roshni me jawab deke sukriya ka moka de

A: Wo pehle showhar ke nikaah me he. Dowsra nikaah baatil he. Jo talluqaat dowsre mard ke saat he, wo haraam he owr zina he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)