Published 6 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Ayk baar juma ki namaaz parhi ha ayk rakaat jamaat ke saath naseeb huwi lekin bad me aik aur masjid me poori jamat ke sath parh li kis namaaz hogayi.
A: Jummah namaaz do dafah pharhi nahi jaa sakti. Lihaaza agar pehli namaaz e jumuah ko tum ne poori parhi owr imaam ke salaam ke bad tum khare ho kar fowt shuda rakaat parh li, to wo phehli namaaz e jumuah durust howi. Doosri namaaz nafil howi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: