Q: Mra sawal ye h k aksar larai jhagro ma main apne shohar ko kehti hn mjhe ap k sath ni rhna ma ap ko chor kr apne bachon ko le kr ja ri hn to wo bh gusey narazgi ma kehty hain han jao chali jao ma khd tmhe chor kr ata hn jb k wi narazgi ma khty hain talaq dene ki niyat se nahi kehty to kia aisa kehne se talaq waqae ho jati ha? Doosri sawal ye ha k aik br mere shohar ne mre maazi ki affair k uper mjhe bht gisy kj halat ma laan tan k lie kaha tha k falan shaks tra dosra shohar h accept kr k falan shaks tra doara shohar h....bd ma unho ne kaha ma ne talaq ki niyat se nahi kaha tha to kia aise alfaz se talaq waaqae hti h?
A: Agar talaaq ki niyaat se nahi kaha, to talaaq nahi howi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: