Kinayah talaaq me niyyat zaroori hai?

Q: Aik do bar mre shohar ne mjhe talaq k kuch kinaya alfaz kahe bd ma main ne niyat pochi k ap ne talaq ki niyat to ni ki th to guse ma bezar ho k kaha han jao yani niyat th.. Jb l bd ma halfia bayan dia k ma ne un niyat se to kaha he ni tha...to kia talak ki niyat k is jhoty iqrar se talaq waqae ho jati h jb k diyanatan un ki niyat ma talaq murad na th?

A: Agar talaaq ki niyyat nahi thi to talaaq nahi howi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)