Talaaq ko kisi shart par mu'allaq karna aur phir wo shart khatam ho jaaye

Q: Agr koi khawind apny biwi ko shart pr talaq dei aur phir khtm kr dei shrt us kaam sy pehly aur phir biwi wo kaam kry tou talaq ho gi kia

A: Agar shawhar ne talaaq ko kisi shart par mu'alaq kiya to wo shart ko katam nahi karsakta. Agar wo shart paayee jaai to talaaq waaqi ho jaayegee.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)