Biwi ko "mene faisla kar diya" kehne se talaaq?

Q: Aik martaba larai jhagre ma main ne apni wife ko kaha k tm aik mnth k lie apni maa k ghr chali jao to us ne mjhe kaha k ma apni maa ko kia kahun ge k ma q aye hn to ma ne use kaha k tm un se khna k mere shohar ne mra faisla kar dia h jb k meri talaq ki niyat ni th or na he ma ne usy hamesha k lie jane ka kaha tha ma ne aik mnth k lie jane ka he kaha tha kia ye talaq k alfaz ma shumar hta h k un se khna k mre shohar ne mra faisla kr dia ha?

A: Agar shohar ne talaaq ki niyyat nahi ki he aur ne ye lafz fesla karliya aapke yaha talaaq keliye bola jaata he to talaaq nahi huwi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)