Published 6 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Ek question thora complicated hai. meri ek larki se engagement hoi hai uska waalid najaiz hai kiun ke uske ke waalid ki maa ka khwand na mard tha aur uski daadi nain najaiz talluaat se use janm diya. phir uske waalid ki shaadi hoi aur woh hoi. Keya ab mere liye jaiz hai aur keya woh larki paak hai aur main nikah kar loon usse aur mere bache bhi paak honge?
A: Larki aapke liye saheeh he. Aap kisee najaaiz harkat me mubtala to nahi huwa.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: