Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Agar ek aurat shohar ke nikaah main ho aur usne (biwi ne) najaiz talluqat qaim kar ke aulad paida ki ho tu keya shohar ke leyan kiye bghair aulad haqeeqi shohar ki hi hogi chahe shohar na marda bhi ho?
A: Agar shohar inkaar nahi karta ho aur zina ka koi thuboot bhi nahi to usee ka bachcha kaha jaayega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: