Published 6 years ago
Last updated 6 years ago
Q:
1. Agar Zuhar ki farz namaz ki jamat khari hone ki waqt se humne 4 rakat sunnat na parhe ho to kya hum ose farz namaz ki wajah se ba'd me parh sakte?
2. Waise hi kisi wajah se agar har namaz yani Fajar, Zuhar, asar, aur Isha ki jo farz se pahle sunnat namaz he kya hum farz ki adaigi ke ba'd parh sakte he?
A:
1. Pehle zuhr ka fardh parhle, uske bad do sunnate parhle aur uske bad chaar sunnate jo choot gayi he usko parhle.
2. Zuhr aur esha me to saheeh he. Fajr aur asr ke ba'd na parhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: