Ayk Hadith ke suboot ke baare me sawaal

Q: Mera swal yei hai kay hmay school may aik kitaab parhai jati hai jis ka naam sharah sarmaya urdu hai is kitaab mai aik hadeese qudsi likhi hoi hai jo kay yei hai (mai aik chupa huwa khazana tha jab mainay chaha kay mujhay koi jaanay to mainay makhlooq ko paida kr diya)

Mujhay kisi nay kha hai kay yei hadees mauzu yani man gharak hai kya waqai aisi koi hadees hai agar nahi to phir is kitab may jo hadees likhi hai to kya is kay khilaf hmain book auditor ko feedback dena chahyei ta kay is ko nisaab say nikala jaye? 

A: Hamne is hadeeth ko nahi dekha.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)