Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Mera sawal ye hai ke agar mard se nikah karna hai or ye shart rakh de jaye k nikah nama mai ke shohar ko pehli wife k dabao mai eik dusri wife ko maut tak divorce nahi de ga. Kya ye nikah nama mai likwaya ja sakta hai?
A: Ye shart mutabar nahi. Agar uske bad khaawind ne nikaah karliya to nikaah durust he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: