Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Court marriage ke baad agar rukhsati se phele he divorce ho jaye to kiya haqq mahr khatam ho jata? Husband wife me khalwat be hui ho.
Kiya is soorat me iddat banty? Agar husband haqq mahr dene se inkar kar de jab ke haqq mahr muqarrar hua tha phir bi na de yeh keh de ke wife ne khud relation khatam kia to is soorat me Allah ka kiya hukam he?
A: Agar nikaah saheeh tareeqe se huwa sharee ghawaaho ke saamne aur humbistary bhi howi to poora mahr aur iddat waajib he. Mahar awrat ka sharee haqq he. Agar shohar mahar dene se inkaar kare to wo ghunegaar hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: