Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Agar khawind se biwi ki hi behen ke sath koi gunah kia ho aur bad mai biwi ko pata chala hai. Biwi ke sath ke 2 bache he or biwi ke huqooq poora kar raha he lekin gunah ke bad ab biwi kiya kare? Biwi ki maa ka kahna he ke chor do usko. Aisi surat mai biwi ke liye kiya hukam he?
A: Nikaah ke oopar koi athar nahi he. Albatta ye bohot hee na-laaiq aur be-sharmi ka kaam he. Usko dil se taubah aur istighfaar karna chaahiye aur apni biwi ki behn se bohot door rehna chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: