Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Ek shakhs ne do shaadiya ki. Doosri biwi ki do aulad he, ek beta aur ek beti. Ab pehli biwi ne doosri biwi ki beti ke beti ko apna doodh pilaya do mah ki umar me. To ab uss hi bache ki shadi doosri biwi ki beti yani apni phoupo ki beti say ho gai or us main say is ke do bache bhi ho gayi. Ab ja ke maloomat huwi ke pehli biwi ne dossri biwi ki beti ke beti ko doodh pilaya tha. To kiya ab un do ka nikah jaiz he?
A: Un do ka nikaah jaaiz nahi he. Agar ho gaya to fowran eik doosre se alag hona chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: