Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q:
1. Kiya shaadi k bad aurat baap ka naam hata kar shohar ka naam likh sakti he?
2. Kiya koi aisi hadith he "us aurat pe lanat ki gayi he jo shaadi ke bad baap ka naam chor kar shohar ka naam apnati he?
A:
1. Jee, jaha par uska urf ho.
2. Nahi. Lanat to uske liye he jo ghalat nisbat karta he, yani baap ke bajaaye doosre ajnabi ko apna baap bataate he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: