Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Agar me ek faimly me shadi karu jaha do behne he aur un dono ke naam document me ek doosre ke swop he. For example: ager Name A and B he lekin document me A to B he aur B se A likha he. Nikaah kis naam sa parhaya jana chahiye? Wo naam jo original he yani jis naam se bachpan se sub pukarte he ya jo document me likha huwa he?
A: Jis naam se woh larki mash-hoor aur maroof he aur jis se koi mughaalatah na ho.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: