Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Jab farz namaaz me hum 4th rakaat me shamil hote he us ke baad imam jab salam kerta he baqi jo rakaat he un me kiya surah parhni he ya nahi?
A: Jee, baaqi rakate parhne keliye jab khare ho jaye to pehli aur doosri rakaat me Surah Faatiha aur qiraat dono parhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: