Masbooq aur Laahiq

Qaza Namaaz

Q: Mujh se bohat si namze qaza huwi he or kuch jan bhooj kar nahi parhi aur ab alhamdullilah me paanch waqt ki namaaz parhti hu. Mujh se jo namze chooti he unko kya me ada kar skti hu?

Masbooq Surah Faatihah ke ba'd Surah bi parhega?

Q: Ayk fard zohar ya esha ki namaaz me teen ya chaar rakat me Imam ke sath shamil hota he phir salaam pe wo dobaara khara hojata he namaaz mukammal karne ke liye to kya use baaqi doosri, teesri aur choti rakat me jo wo khud parhega to kya usko alhamdu ke bad aayat parhna hogi ya nahi doosri, teesri aur choti me? Kyun ke fardh me do rakaat me aayat parhi jaati he phir aap sirf alhamd padke ruku me chale jaate he.

Masbooq ke liye qiraat ki tarteeb

Q: Jamaat ke sath namaaz parhte huwe agar ayk ya do rakaat nikal jaye yani agar der ho jaye to jo baad me namaz puri karte he un rakat/rakaat me Surah Faatiha ke bad kisi Surah ya ayat ki tilaawat karte he? Agar karte he to agr ayk rakat guzar chuki he to us me Surah ki tilawat ki tarteeb kya ho gi jo Imaam saheb ne doosri rakat me ki he us se pehley wali koi ayat ya Surah ki tilaawat karni chahiye ya baad wali?