Beti ke liye ghalat khiyaal

Q: Kia baap ke dil me beti ke liye ghalat khiyal aane se is mard ki biwi is pe haram hojati he? Agar koi shakhs la ilmi me aisa kaam kare to phir iske liye taubah ka kia raastah he?

A: Mahaz ghalat khiyaal se is ka nikaah nahi tootega. Lekin agar koi mard apni beiti (jis ki umar 9 baras ya us se ziyaada) ko shahwat ke saat choowe, to us ka nikaah apni biwi (beti ki ma) ke saat toot jaaiga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)