Q: Mene ak ladki se nikha kia he or nikah ki tarkeep ye hui ke usne mujhe phone per apne wakeel bna ker kr kaha ke khud se mera nikah krlo phr mene apne 2 aakil balig doston ki mojoodgi me kaha ke mene fulah binte fulah se 10000 rupe hak mehr per nikah kia.hum dono aakil hen balig hen or hum dono ke kuffu bi ak hen hum dono QURESHI hen ab mujhe ye maloom krna he k kia humara nikah ho gaya he or mere doson ne gawahi to de di mgr aitraaz kia ke qazi ke bagair nikah ni hota to unke aisa kehne se nikah me kuch ferk to ni padega plz mujhe jawab den.
A: Nikaah ke maamale main larki ko chaahi ye ke woh apne maa baap se mashwarah kare. Kisi ajnabee larke se kehna ke woh apna nikah ko parhaa le, Islami tariqa ke khilaaf hai.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: