Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Mujhe pata he ke sharamgah mu me lena aur choosna ganda kaam he lekin kiya ye gunah me aata he ya nahi? Agar aata he to ye kon sa gunah he, gunah-e-kabira ya gunah-e-sageera?
A: Hadeeth shareef me aata he ke jo kisee qowm ki mushabahat rakhta he to woh usme shumaar hoga. Is tarah choomna chaatna kutte ka kaam he. Aap khud samajhle ke Qiyaamat me auliyaa aur siddeqeen me aapka hashar ho ya kutte ke saath.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: