Biwi ki taraf betawajjuhi

Q: Kya Islam mein koi cheez ya baat manhoos hoti hai? Agar husband wife se kahe tumhari manhoos baton ka koi jawab nahi, wife ko aisi sentence par kya kehna chahiye? Wife ne husband se poocha tha ki kya falan mahine humlog saath rahenge. At present they are not living together due to visa problem.

bismillah.jpg

A: Agar biwi ne apne khaawind se phoowcha ke hum kab saat rahenge, to ye to koi ghalat baat nahi he owr ne is baat ku manhoos kahi jaasakti he. Balke khaawind ki betawajjuhi biwi ki taraf, ye manhoos baat hei.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)