Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Meri dost ke behnoi ne apni biwi ko talaq di aur phir meri dost se nikah kar liya. Ek month bad ghar walo ko pata laga to unho ne usse dost ko talaq dilwa di aur wapis uski behan se nikah karwa diya. Puchna ye he ke doosri behan ka nikah aur talaq ho gayo thi? Aur phir wapis pehli behan se nikah ho gaya? Ab wo log sath rehty he.
A: Agar nikaah iddat khatam hone ke ba`d huwi to nikaah durust he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: