Maher me apni ammi ki security ka mutalabah karna

Q: Meri shadi hone wali he. Mera koyi bhai nahi he. Meri shadi ke baad meri ammi ka koyi sahara nahi hoga ke jaha wo apni baqi zindagi guzar sake.

Kiya me apne haq meher me apni ammi ki security ka mutalaba kar sakti hu ke meri rukhsati ke baad meri ammi jab tak chahe jitna arsa chahe poore haq se mere shohar wale ghar me mere sath reh sakti he unki apni marzi aur halaat ke mutabiq?

A: Ye mutalabah ghalat he. Agar shohar apni khushi aur marzi se aapki waalidah rakhne chaahte he to saheeh he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)