Beghair dekhna haat se najaasat dhona

Q: Agar bath saaf karne ke baad ya koi najasat lage to me pehle ek finger goor se dekhta hu ke hath pe koi laga to nahi phir hath soap se dohta hu. Kiya beghair dekhe hath soap se dohlene se najast bhi hat jaati he ya pehle achi tarah se dekhna chahiye phir dohna chahiye.

A: Jee haa, baghayr dekhne se dhona bhi durust he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)