Published 4 years ago
Last updated 4 years ago
Q: Actually I'm online freelancing ka kaam karta hu to us me me accounting ki teaching karta hu. Ab aksar to teaching hoti ha phir baaz auqat students aate ke hamara ye paper ka exam hai, aap is me madad kar dein. To me madad kar deta hu. Ab ye halaal hai ya haraam?
A: Agar school ya college waale aap ke kaam karne par koi i'tiraaz nahi aur woh uski ijaazat dete to ye kaam durust he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: