Asaatizah ke ihtiraam me kare hona ya sar jhukana
س: اساتذہ کے احترام میں کھڑا ہونا یا ان کے سامنے سر جھکانا جائز ہے ؟
س: اساتذہ کے احترام میں کھڑا ہونا یا ان کے سامنے سر جھکانا جائز ہے ؟
س: میری نانی کینسر کے آخری حصے میں ہے انہیں تمام ڈاکٹر نے جواب دے دیا ہے انہیں گھر لے آئے ہیں وہ نہ کچھ کھاتی ہے نہ بات کرسکتی ہیں انہیںdiapers پہنا رہے ہیں ۔ مسئلہ یہ ہے کے انکے سر میں بہت جوئیں ہوگی ہیں سب نکال نکال کر تھک گئے ہیں وہ ختم نہیں ہو ری۔ آخر ایسا کیوں ہو رہا ہے سمجھ نہیں آرہا ہے
Q: Mere shohar apne behn bhai me sab se bare he. Maa baap ka inteqal ho chuka. Jab sab alag huwi to hamare hisse me chota bhai aya jo ke student tha. Jab tak wo student tha hum ne uski khurak har cheez ka khayal rakha. Ab masla ye he ke pichle 2 saal se uski perhai khatam he aur wo job kar raha he phir us ke bawujood wo apni khurak kapre dhona istri waghera pe koi kharcha nahi karta sab bhai bhabhi se karwata he aur uski koshish yahi he ke uski khurak ka sara kharch bhai hi kare.
Mujhe shari tor pe bataye ke ab uska bare bhai pe free me rehne khane ka haq he ya nahi jab ke wo pichle 2 saal se job kar raha he phir ghar me 1 rupay tak kharch nahi karta even apni khud ki khurak nashte waghera ke liye bhi nahi kharch kerta.
Q: Mujhe meri ammi burkha pehnne se mana kar rahi hai. Kya mujhe unki baat sunna chahiye ya Islam ka tarika pe chalna chahiye?
Q: Actually I'm online freelancing ka kaam karta hu to us me me accounting ki teaching karta hu. Ab aksar to teaching hoti ha phir baaz auqat students aate ke hamara ye paper ka exam hai, aap is me madad kar dein. To me madad kar deta hu. Ab ye halaal hai ya haraam?
س: ایک شخص مسلمانوں کے ساتھ نماز ادا کرتا ہے اور روزے رکھتا ہے۔ لیکن اس کے کچھ رشتے دار مرزائی قادیانی ہیں۔ وہ اپنے مسلمان رشتے داروں کے ساتھ ساتھ قادیانی رشتے داروں سے بھی ملتا ہے۔ کیا ایسے شخص کو کافر اور خارج الایمان کہا جا سکتا ہے؟ کیا ایسے شخص سے مسلمان رشتے داروں کو قطع تعلقی کر لینی چاہیے؟ اور جو لوگ اس سے قطع تعلقی نہی کرتے انکے بارے میں کیا حکم ہے؟
Q: Mera swaal hay mere saas ed me kapre dilaya mene ed me phena nahi mere ami ne dilaya wo pehna meri saas ne bola ab tumko kabi bi koe chiz nahi dugi to mofti sahab meri saas ko guna hoga or bartan kare mere se dulati hai kam wali masi nahi rakhti meri saas mera usband achaa khsa kmata hai meri saas ko guna hona ke nahi?