Published 3 years ago
Last updated 3 years ago
Q: Mujhe yeh poochna hai ke agar kisi ke maa baap ke roze qaza huwi ho toh in ki qaza poori karna maa baap khud karege yaa bachon kaa haq hai ke woh unki qaza poori kare? Kon karega?
A: Maa baap khood kare. Tamaam fardh roze aur namaaz me tamaam aimmah kiraam ka ittifaaq he ke khood karne se adaa hoga. Doosro ke karne se adaa nahi hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: