Qaza roze ki niyyat kaise karen
Q: Qaza roze ki niyyat kaise karen
Q: Qaza roze ki niyyat kaise karen
Q: Qaza roza main agar haiz hone se kya main usko roza tod sakti ho agar maine roza toda to mujhe ek qaza roza rakhna ya yeh qaza aur jo roza toda hai uska bi roza rakhna hai kya?
Q:
1. Manat ka roza rakhne ki niyat kiya hai?
2. Ramzan ke rozay nai rakhe thay bimar honay ki waja se ab rakhnay hai tu uski bhi niyat kiya hogi or sirf Monday or Thursday ko rakh sakte hai ya kisi bhi din?
Q: Mujhe yeh poochna hai ke agar kisi ke maa baap ke roze qaza huwi ho toh in ki qaza poori karna maa baap khud karege yaa bachon kaa haq hai ke woh unki qaza poori kare? Kon karega?
Q:
1. Agar roza ki halat me apni biwi se romance karte huwe ghusal farz ho jaye to kia is surat me roza toot jaye ga?
2. Agar toot jata he to iski qaza laazim ha ya nahi?
3. Agar roze ki halat me khud pe control na rahe aur biwi se hambistri kar bethe to iski kia saza hogi?
Q: Jis ke bohat se qaza roze uske zimme ho aur usne la ilmi me saal muqararr karke qaza roze ki niyyat ki niyyat nahi ki, kia uske qaza roze ada hogaye?
Q: Me ne roze ki haalat me larki ka bosa liya or meri mani nikal gayi us larki se meri mangni huwi he ab hamaari shaadi ho chuki he mere do bache he. Baraaye meherbaani mere gunaah ki maafi ke liye dua kare aur kaffaara kya ho ga?
Q: Me ne jawaani me roze ki haalat me musht zani kar li the is ka kaffaara kya he ya sirf tawbah istighfaar he?
Q: Agar koi nojawaan larka ramzaan ke roze ki haalat me musht zani kiya ho, aur samjha ke mera roza ab toot gaya he aur khana khaliya ab wo kaffaara ke saath (60) din roza rakhni he?
Q: Agar farz roza qaza hogaya aur usse jab poora karna tha to qaza ke saath nafl roze ki fazeelat paane ki bhi niyyat ke liye to kya qaza roza ho jayega ya dobaara sirf ayk hi niyyat yani ke farz ki qaza rakh raha hoon kar ke roza rakhna hoga?