Published 3 years ago
Last updated 3 years ago
Q: Agar mere paas 2 lakh savings hai. Us par 12500 zakaat banti hai. To jab mai saal guzarne ke bad zakaat de do to uske sath 3 lakh aur bhi jama hojae to kiya agly saal mujhy 5 lakh ki zakaat deni hogi ya sirf usi new 3 lakh ki dongi?
A: Saalaana zakaat ada karne ki tareekh par jitne rupe, sona, chaandi aur tijaarat ke saamaan he us majmooah ke oopar zakaat diya jayega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: