Published 3 years ago
Last updated 3 years ago
Q:
1. Kiya udhaar ke paiso me aqeeqa hoskta he?
2. Agar baap qarzdaar ho to kiya wo apne bachche ka aqeeqa kar sakta he?
A:
1. Jee.
2. Jee haa. Lekin aysi baato keliye apne aapko pareshani me mubtala karna munaasib nahi. Ziyaadah se ziyaadah aqeeqah mustahab he. Is mustahab ada karne keliye apne aapko maqroodh banana aur pareshan hona ye saheeh nahi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: