Napaak kapre dhone ke bad kuch nishaan reh jaye to us ka pehenna jaaiz hai?

Q: Agar payjama ko latrin lag jaaye aur ham usse do din baad dekhe aur jab ham ne isse saaf kiya toh iska nishaan nahi jaa raha tha ham ne acchi tarah se doya toh kya ab ye pehna jaiz hai nishaan rehne ke bawujood?

A: Agar napaaki dhone se nikal gayi aur sirf kuch nishaan reh gaya, to us ko paak samjho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)