Published 2 years ago
Last updated 2 years ago
Q: Sajdah e sahw ka tareeqa kia hai Hadees ki roshni mein?
A: Namaaz ke akheer me jab aap tashahud se faarigh hojaawe to aap sirf eik taraf salaam kare aur phir aap do sajda kare. Us ke bad aap dobaarah tashahud, durood e ebraahim aur dua phar kar do salaam kare aur namaaz poori kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: