Jabar ki soorat me talaaq

س: کیا جبر کی صورت میں جب معاملہ طلاق کا ہو تو الفاظ کے معنی اور الفاظ کی ادائیگی کے اعتبار سے خلاف دیانت جا سکتے ہیں؟

A: Agar talaaq ke sareeh alfaaz istimaal huwa to sareeh alfaaz se talaaq hojati he chaahe niyyat ki ho ya niyyat nahi ki ho. Jo alfaaz sareeh nahi to agar usme urf-e-aam na ho to phir niyyat ka itibaar karte he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)